|
saanso kee jarurat hain jaise, jindagee ke liye
bas yek sanam chaahiye, aashikee ke liye
jaam kee jarurat hain jaise, bekhudee ke liye
haa yek sanam chaahiye, aashikee ke liye
bas yek sanam chaahiye, aashikee ke liye
wakt ke haathon me, sab kee takadeere hai
aaeenaa zoothhaa hai, sachchee tasaweere hai
jahaa dard hai, wahee geet hai
jahaa pyaas hai, wahee meet hai
koee naa jaane magar, jeene kee yahee reet hai
saaj kee jarurat hain jaise, mausakee ke liye
bas yek sanam chaahiye aashikee ke liye
manjile hasil hai, fir bhee yek dooree hai
beenaa humaraahee ke, jindagee adhooree hai
milegee kahee koee rahagujar
tanahaa kategaa, kaise ye safar
mere sapane ho jahaa, dhoondhoo main ayesee najar
chaand kee jarurat hain jaise, chaandanee ke liye
bas yek sanam chaahiye aashikee ke liye
|