gaItakar
gaaiyaka
saMgaItakar
ica~apaT
gaIta

marazI
 


 
Lyrics in Hindi Shaharyaar Asha Bhosle Khayyam Umrao Jaan (1981) 
gaIta Sahryaar AaSaa Baaosalao Kayyaama ]marava jaana 


ye kyaa jagah hain dosato, ye kaun saa dayaar hain
had-ye-nigaah tak jahaa, gubaar hee gubaar hai

ye kis makaam par hayaat muz ko leke aa gayee
naa bas khushee pe hain jahaa, naa gam pe ikhtaiyaar hai

tamaam umar kaa hisaab maangatee hain jindagee
ye meraa dil kahe to kyaa, ye khud se sharmasaar hai

bulaa rahaa hain kaun muz ko, chilamanon ke us taraf
mere liye bhee kyaa koee, udaas bekaraar hai