|
mere saamane waalee khidakee me, yek chaand saa mukhadaa rahataa hain
afasos ye hai, ke wo hum se kuchh ukhadaa ukhadaa rahataa hain
jis roj se dekhaa hee us ko, hum shamaa jalaanaa bhool gaye
dil thaam ke ayese baithhe hai, kahee aanaa jaanaa bhool gaye
ab aathh pahar in aankho me, wo chanchal mukhadaa rahataa hain
barasaat bhee aakar chalee gayee, baadal bhee garaj kar baras gaye
par us kee yek zalak ko hum aye husn ke maalik taras gaye
kab pyaas buzegai aankhon kee, dinaraat ye dukhadaa rahataa hain
|