|
suhaanaa safar aaur ye mausam haseen
humei dar hain hum kho naa jaaye kahee
ye kaun hasataa hai, fulon mein chhupakar
bahaar bechain hai, kis kee dhoonapar
kahee gunagun kahee runazoon ke jaise naache jameen
ye goree nadiyon kaa chalanaa uchhalakar
ke jaise alhad chale pee se milakar
pyaare pyaare ye najaare, nikhaar hain har kahee
wo aasamaan zook rahaa hain jameenpar
ye milan hum ne dekhaa yaheen par
meree duniyaa, mere sapane milenge shaayad yaheen
|