|
ab kyaa misaal doon, main tumhaare shabaab kee
insaan ban gayee hain kiran maahataab kee
chehare mein ghool gayaa hain, haseen chaandanee kaa noor
aankhon mein hain chaman kee jawaan raat kaa surur
gardn hain yek zukee huyee daalee gulaab kee
ab kyaa misaal doon ...
gensoo khule to shaam ke dil se dhuwaan uthhe
chhoole kadam to zook ke n fir aasamaan uthhe
sau baar zilamilaaye shamaa aafataab kee
ab kyaa misaal dnoo ...
diwaar-o-dar kaa rang ye aanchal ye pairahan
ghar kaa mere chiraag hain, bootaa saa ye badan
tasaweer ho tum hee mere jannat ke khwaab kee
ab kyaa misaal doon ...
|