gaItakar
gaayak
saMgaItakar
ica~apaT
gaIta

marazI
 


 
Lyrics in Hindi Shailendra Asha Bhosle - Mohhamad Rafi Shankar Jaikishan An Evening in Paris (1967) 
gaIta SaOlaoMd` AaSaa _ rfI SaMkr jayaikSana A^na [ivhinaMga [na pa^rIsa 


raat ke humasafar, thak ke ghar ko chale
zoomatee aa rahee, hain subah pyaar kee
dekh kar saamane rup kee raushanee
fir lootee jaa rahee, hain subah pyaar kee

sonewaalon ko has kar jagaanaa bhee hain
raat ke jaagaton ko sulaanaa bhee hain
detee hain jaagane kee sadaa saath hee
loreeyaan gaa rahee hai, subah pyaar kee

raat ne pyaar ke jaam  bhar kar diye
aankho aankho se jo maine tum ne piye
hosh to ab talak jaa ke laute nahee
aaur kyaa laa rahee hai, subah pyaar kee

kyaa kyaa waade huye, kis ne khaayee kasam
is nayee raah par, hum ne rakhe kadam
chhoop sakaa pyaar kab  hum chhoopaaye to kyaa
sab samaz paa rahee hai, subah pyaar kee