gaItakar
gaayak
saMgaItakar
ica~apaT
gaIta

marazI
 


 
Lyrics in Hindi Rajendra Krishna Lata Mangeshkar - Kishor Kumar Kalyanji Anandji Farar (1975) 
gaIta rajaoMd` kRXNa lataa _ ikSaaor klyaaNajaI AanaMdjaI frar 


main pyaasaa tum saawan  main dil tum meree dhadakan
ho naa, hoon to, ho ho naa, hoon to
main pyaasee tum saawan  main dil tum meree dhadakan
ho naa, hoon to, ho ho naa, hoon to

aankhon ko jab band karu main, sapane tumhaare aaye
pyaar beenaa ye jeewan fikaa, sapane ye samazaaye
man se man kee doree kaa, tum hee to ho bandhan
ho naa, hoon to, ho ho naa, hoon to

mainne jab jab anajaane se dekhee haath kee rekhaa
main batalaadoo us rekhaa mein, tum ne muze hee dekhaa
main to yek parachhaee hoon, tum hee ho mere darpan
ho naa, hoon to, ho ho naa, hoon to