gaItakar
gaayak
saMgaItakar
ica~apaT
gaIta

marazI
 


 
Lyrics in Hindi Anand Bakshi Suresh Wadkar - Anupama Deshpande Shiv Hari Chandni (1989) 
gaIta AanaMd baxaI sauroSa vaaDkr _ Anaupamaa doSapaaMDo iSava hrI caaMdnaI 


lagee aaj saawan kee, fir wo zadee hain
wahee aag seene mein, fir jal padee hain

kuchh ayese hee din the, wo jab hum mile the
chaman mein nahee, fool dil mein khile the
wahee to hain mausam  magar rut naheen wo
mere saath barasaat bhee ro padee hai

koee kaash dil pe, jaraa haath rakh de
mere dil ke tukadon ko, yek saath rakh de
magar ye hain khwaabon khayaalon kee baate
kabhee toot kar cheej koee judee hain