gaItakar
gaayak
saMgaItakar
ica~apaT
gaIta

marazI
 


 
Lyrics in Hindi Anand Bakshi Lata Mangeshkar - Mohhamad Rafi Laxmikant Pyarelal Piya Ka Ghar (1972) 
gaIta AanaMd baxaI lataa _ rfI laxmaIkaMta pyaarolaala ipayaa ka Gar 


ye julf kaisee hain, janjeer jaisee hain
wo kaisee hogee, jis kee tasaweer ayesee hain
ye aankh kaisee hai, haay  teer jaisee hain
wo kaisaa hogaa, jis kee tasaweer ayesee hain

tum to muze pasand ho, kyaa main tumhe pasand hoon
kyaa tum rajaamand ho, main to rajaamand hoon
main tum se kyaa boloo, takadeer kaisee hain
wo kaisaa hogaa, jis kee tasaweer ayesee hain

ghoonghat nikaal ke piyaa, baithhoongee main to aaj se
dekho naa is tarah muze, mar jaaoongee main laaj se
ye khwaab kaisaa hain, taabir kaisee hain
wo kaisee hogee, jis kee tasaweer ayesee hain