gaItakar
gaayak
saMgaItakar
ica~apaT
gaIta

marazI
 


 
Lyrics in Hindi Kumar Sanu Jatin - Lalit Kabhi haan Kabhi naa (1994) 
gaIta kumaar saanaU jaitana _ lailata kBaI ha kBaI naa 


aye kaash ke hum  hosh mein ab aane naa paaye

bas nagmein tere pyaar ke, gaate hee jaaye



khilatee, mahakatee ye julfon kee shaam

hasate, khanakate ye hothhon ke jaam

aa zoom ke saath uthhaye, bas nagmein tere pyaar ke ..



ho bas agar tum humaare sanam

hum to sitaaron pe rakh de kadam

saaraa jahaan bhool jaaye, bas nagmein tere pyaar ke ..