gaItakar
gaaiyaka
saMgaItakar
ica~apaT
gaIta

marazI
 


 
Lyrics in Hindi Anand Bakshi Lata Mangeshkar Rahuldev Burman Jurmana 
gaIta AanaMd baxaI lataa maMgaoSakr rahUladova bama-na jaumaa-naa 


saawan ke zoole pade, tum chale aao

tum chale aao, tum chale aao



aanchal naa chhode meraa, paagal huyee hain pawan

ab kyaa karu main jatan  dhadake jiyaa jaise panchhee ude



dil ne pukaaraa tumhe, yaadon ke parades se

aatee hain jo desh sen, hum us dagar pe hain kab se khade



jab hum mile the piyaa, tum kitane naadaan the

hum kitane anajaan the, baalee umareeyaan mein nainaa laden